Muddat Ke Baad Dekha Use Badla Hua Tha Woh
Najane Kiya Hadsa Hua Sehma Hua Tha Woh
Mujhe Dekh Kar Usne Chehra To Chupa Liya
Magar Ankhain Bata Rahi Thi Ke Roya Hua Tha Woh
Uski Aankhon Main Dekh Kar Mehsoos Hua Mujhe
Meri Tarha Kisi Soch Main Dooba Hua Tha Woh
Uski Sonay Jaisi Rangat Zarad Parh Gayi Thi
Jese Kisi Ke Pyaar Mein Jala Hua Tha Woh
Qurbaan Jaon Us Shakhs Par Main
Yaad Main Jis Ki Khoya Hua Tha Woh.