ye muhabbat bi ajeeb hai dosto
kaisey khail khilati hay
khabi hans kar khushian dey
kabi gham main rulati hay
kabi karay salam jukh kar
kabi nazer sey girati hay
kabi basaye mann main apney
kabi khude sanson main sama jati hay
kabi to dey tasali dil ko
kabi dil ko tarpati hy
kabi bachaye kanton sey itna
kabi phoolon sey zakham lagati hay
akhir khawbon khayalon main kyun mann ka chain churati hay
kabi banaye kisi ko apna
kabi apnon ko thukarati hay
na karna itni wafa YAARO
ab to wafa bi khata kehlati hay?
kaisey khail khilati hay
khabi hans kar khushian dey
kabi gham main rulati hay
kabi karay salam jukh kar
kabi nazer sey girati hay
kabi basaye mann main apney
kabi khude sanson main sama jati hay
kabi to dey tasali dil ko
kabi dil ko tarpati hy
kabi bachaye kanton sey itna
kabi phoolon sey zakham lagati hay
akhir khawbon khayalon main kyun mann ka chain churati hay
kabi banaye kisi ko apna
kabi apnon ko thukarati hay
na karna itni wafa YAARO
ab to wafa bi khata kehlati hay?
