kabi nazrain milanay main zamanay beet jatey hain
kabi nazrain churanay ma zamanay beet jatay hain
kisi ne ankh be kholi to sonay ki nagri mainkabi nazrain churanay ma zamanay beet jatay hain
kisi ko ghar banany main zamany beet jatay hain
kisi kali siyah raatain hamain ak pal ki lagti hain
kabi ak pal bitanay main zamanay beet jatay hain
kabi khoola jo darvaza to samany khari thi manzil
kabi manzil ko panay main zamanay beet jaqtay hain
ak pal ma toot jaty hain umer bhar ky wo rishty
rishty wo jinhen banany main zamany beet jatay hain
