Husband:- Aaj kiaa pakana hay???
Wife:- Jo Aap Kehain
Husband:- Acha chawal (rice) bana lu
Wife:- Abhi kal tu pakaye thay kuch Aur batain
Husband:- Acha Sabzi bana lu
Wife:- Ufffffoooo bachay naheen khatay
Husband:- Achaa Qeema Bana Lu
Wife:- ish, Mujhay Allergy hay
Husband:- Acha Paratha Bana lu
Wife:- Raat ko paratha kon khata hay
Husband:- Phir kiaa pakanaa hay??
Wife:- Jo Aap Kehain